Tootan / ट,ू,ट,न
Tabassum, Shazia Humare samaj mein prem karna paap hai, magar usse bada paap hai us prem ko haasil karne ki chaahat rakhna, wo bhi tab jab wo prem dharm, jaati aur samudaay ke bandhanon mein jakda hua ho. Ye kitaab un logon ko samarpit hai jo apne pyaar ko haasil nahin kar paaye sirf isliye ki unhone apne dharm aur jaat ko alag rakh kar ek insaan se prem kiya tha. Is kitaab mein us tootan ka zikr hai jo ek vyakti ko tab jhelna padta hai jab wo samaj ki bani de...