The Great Genius Man
Shaikh, Kaif Iss book me two superheroes hai. Ek ka naam Genius man hai aur dusre ka naam An electric boy. Genius Man ke paas 3 solar system ki enegies thi. Jisse wah saare againsters ko haraa deta tha. Pino Jobarkar naam ka ek vilon tha. Jo ki Genius Man ke jitna smart tha. Ussi ne apna badla lene ke liye Genius Man par attack karta rahta tha. Magar Genius man har baar Pino Jobarkar ka plan fail kar deta tha. Issliye Pino Jobarkar har baar haar jaata. Pin...